Kya dastur tumhara hai,
kya andaz tumhara hai,
dete huye duwaiye hume,
hur dum hume rulaya hai,
kya hai ye ikrar-e-mohhabat?,
sabse yehi bataya hai,
ek aashiq, anajam-e-fana hai,
jisko humne thukraya hai,
karta hai jannat ki bate,
rehta hai hawawo me,
gata hai wo geet suhane,
jisko hum ne jalaya hai,
kehta hai rehmat hai khuda ki,
jannat humara thikana hai,
rehna hai gulfam-e-wafa me,
ye sab tera fasana hai,
ek hadd hai ye diwana hai,
hum iss hi haare hare hai,
iss ke hum hai, hum iske hai,
iss duniya se haare hai..................................
kya andaz tumhara hai,
dete huye duwaiye hume,
hur dum hume rulaya hai,
kya hai ye ikrar-e-mohhabat?,
sabse yehi bataya hai,
ek aashiq, anajam-e-fana hai,
jisko humne thukraya hai,
karta hai jannat ki bate,
rehta hai hawawo me,
gata hai wo geet suhane,
jisko hum ne jalaya hai,
kehta hai rehmat hai khuda ki,
jannat humara thikana hai,
rehna hai gulfam-e-wafa me,
ye sab tera fasana hai,
ek hadd hai ye diwana hai,
hum iss hi haare hare hai,
iss ke hum hai, hum iske hai,
iss duniya se haare hai..................................